Mujhe Mehfile mohbat-e darbaar me Bulaya na jaye,

Shyari ke Har alwaaz me milti sukoon-e wafa hai,
Main Ab Maloom Nahi karta Kaun ,kyu Mujse Khafa hai



Mujhe Mehfile mohbat-e darbaar me Bulaya na jaye,
Ankho ke khwabo ko pyaar ke  Naam par Rulaya na jaye,
Raah ka musfil hu  raah ke har Nishaan se waqif hu,
Khile mahak se ane wale safar ko In kato se Sajaya na jaye,

Maloom Hai mujhe dil ki Gustakhi bahri Nadaan Harkate,
par Ise Gumnaam Gulam samjhkar kahi raah me Uljhaya Na Jaye,
ek Inayat aur junoon-e wafa Sikh li hai ab mere dil ne,
Kha do BeWafa dilo se Ise Kisi bhi Mod par bato se Bahlaya Na jaye p@w@n

Comments

Popular posts from this blog

टूटे ख्वाब