Posts

Showing posts from March, 2013

Pyaar,Mohbat ke is jahan me log Diwane hai

Pyaar,Mohbat ke is jahan me log Diwane hai, Raah se Guzarte Milte Hume Naye-2 Nazarane hai, Aaj Main Kuch Likhta hu, Kuch Tere Dil ke karib baate aur kuch tujko lagage Afsane hai, humko Kai apne mile Bhut Paraye mile , Jana Humne In lafzo ko samjne ke ek Zindgi me alag-alag paimane hai, Mehsoos karo dil ki baate pass ana, Ye aaj Ke bazar se dur Kuch Apne banaye gaye Makhane hai, Haa Main Ek shayar Hu, Mere Dil me Ek Mohbat se Rahte Apno ke Alawa Begane hai.......pawan

JaB Meri Photo Chapegi Akhbaar Me.....

JaB Meri Photo Chapegi Akhbaar Me, TaB tumhara dil bhi ayega mere pyaar me, Jab meri Khbare Ayegi Samachaar me, Tab Tumhara Dil Nahi Der karega Izhaar me, Jab zindgi ayegi mere adhaar me, Tab mat bhulana khana, pyaar mohbaat nahi mere sanskaar me, Meri Fitrat rahi hai hamesha sher ke swar me, Tumhe maja ata hai hamesha iske Sikhaar me, Aj Bhut Hi Cheeze hai Rangeen Bajar me, Par Meri Kimat Nahi hai Yaha Udhar me, Pawan Chaa jayega Duniya ke har akar me, dekho to kaise bha raha pawan apne hi shumaar me........By pawan

Mano to ladki ek patang hai.......

Mano Yar ladki ek jaise patang hai, dor haath me jab tak,vo tere sang hai, Kachi dor ho to Toot jati aksar patang hai, Tum kitni dur tak uda pate, Ye sirf tumhari kabiliyat tumhare udane ka dhang hai, Jo Na jane patang ko Sambhalna, Uski Zindgi Me na umang na koi tarang hai, Jyada kabiliyat mat dekhya karo, humne dekha hai haar jaate isme ache-ache dabang hai, Asmaan me ek Rawangi hoti hai, Jab Khule asmaan me nayi-nayi tarah dikhti patang hai, par ek khisayalt meri bhi hai, jab main chalta hu mera sang udti dur tak patang hai, Jab main kuch waqt tham jau, Tab har ek rangeen Fizaa ho jati yaro tang hai...