Posts

Showing posts from November, 2013

ये इश्क हे........

जिदगी की तलब ये इश्क हे, खुबसुरत सबब ये इश्क हे, देखी सुरत वो तब इश्क् हे, उस राह गुजर पर सब   इश्क हे, फिर एक खवाब  अब इशक़ हे, हकीकत में कहा, कब इश्क हे, सच्चा नाम रब इश्क् हे, दिल धडकन मतलब इश्क् हे

Jo Bekhabar bewafa bik gaye apne Imaan par.....

Jo Bekhabar bewafa bik gaye  apne Imaan par, Dar mat ab unse haath na ane de Girebaan par, Yu hi Mat Loota Beskimati dil husn-e Nadaan par, Mehfile milegi dil wali mit jana waha dilo-Jaan par, Chalte Safar me Muskil nazare hoge  armaan par, Sirf Tera Junoon hi Jo Ched kar sakta asmaan par, Raah Safar me  Chalte-2 mite bi jaye to yu miltna , Dekhe jab ankhe hazar jhoth dafan ho  samsaan par   p@w@n

kya-2 anjaam karegi mohbaat

Naam Badnaam karegi mohbaat, khule aam nilaam karegi mohbaat, chupa kisa nai chpuega ab, sab kuch sare-aam karegei mohbaat, Ujle khwbo ki rashni ko, har dhalte waqt ki shyam karegi mohbaat, bdla-2 jaha hoga uska, jo nahi hua vo bhi tamaam karegi mohbaat, raah ke safar me hogi, Chalte musafir ko  gulam karegi mohbaat, dil se jeene walo ka, phir naam gumnaam karegi mohbaat, Dekar mohbaat ko mohbaat ka naam, malomat nai kya-2 anjaam karegi mohbaat p@w@n

jab us ladki ka naam leta hu,

Image
jab us ladki ka naam leta hu, dil me ek hulchal si hoti hai, samaj nahi pata hu khud ko, ye kasi ulfan si hoti hai, ab to har ek dastak hi uske milne ki dastak hoti, ye kasi manzil hai ye kaisa thikana hai, jiske liye har sharat majoor hoti hai, jab kho jata hu yado me, to zindgi ek tooti patang hoti hai, uski har ek yaad ek janjeer si hoti hai... . @pawan gupta
Janta Hu Rahane lage Nawab-e Sahar me Hai, par manta hu Jage nahi vo soye is Paher me Hai Mera Dil Tha Jo ruka Tha Kahi Bin Wajah ke, Varna Yaha Kab Kaun  Ruka ,Khai  Taher Me Hai, Malomaat Nahi Shayad unhe jeene ka salika,  Jo guzarte thoda waqt Sukoon-e Dhophar me hai, Jinhone Sikha Nahi Mohbaat Karna Kabhi , Vo Sidat se nafrat kar baithe tabdil-e  Zaher me hai, Samjhte hai hum Lautega apna tha jo kabhi, Gustakhi bhari nadani na hamri awaaz-e kaher me hai            p@w@n

Mujhe Mehfile mohbat-e darbaar me Bulaya na jaye,

Shyari ke Har alwaaz me milti sukoon-e wafa hai, Main Ab Maloom Nahi karta Kaun ,kyu Mujse Khafa hai Mujhe Mehfile mohbat-e darbaar me Bulaya na jaye, Ankho ke khwabo ko pyaar ke  Naam par Rulaya na jaye, Raah ka musfil hu  raah ke har Nishaan se waqif hu, Khile mahak se ane wale safar ko In kato se Sajaya na jaye, Maloom Hai mujhe dil ki Gustakhi bahri Nadaan Harkate, par Ise Gumnaam Gulam samjhkar kahi raah me Uljhaya Na Jaye, ek Inayat aur junoon-e wafa Sikh li hai ab mere dil ne, Kha do BeWafa dilo se Ise Kisi bhi Mod par bato se Bahlaya Na jaye p@w@n